Hain Nashali Jaam Aankhein Aap Ki Apni Jagh. Dekho Piyaasi Mar Gai Hasrat Meri Apni Jagah..> "+,, Roshni Mein Alam Ki Dekho Andhera Bhi Chalay. Tairgi Warna Kharri Hai Har Gharri Apni Jagah..> "+,, Manzloon Tak Jaanaa Hai To Raaston Par Rakh Nazar. Rahbari Apni Jagah Hai Dillbari Apni Jagah..> "+,, Log Duniyaaaa Ke Liye Bhi Hanstay Hain Sham-o-Sehir. Be-Dili Apni Jagah Hai Khush Dilli Apni Jagah..> "+,, Main Nafi Kaisay Karon Donu Tarf Hai Zindagi. Saadagi Apni Jagah Hai Dill Kashi Apni Jagah..> "+,, Laakh Raaahat Ho Magar Pardes Phir Pardes Hai Dess K Ashjaar Ki Chaaon Ghani Apni Jagah..> "+,, Noor Ki Nazroon Say Dekho To Ujjaly Hain Boht. Khud Andheron Mein Banaye Roshni Apni Jagah..> "+,, Aik Din To Tum Guzaaro Isss Tarah Sy Zindagi. EK Mazaa Hai Zindagi Mein Muflasii Apni Jagah......./.*./ "+,,+" Type_By,,,,,,,,,,* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+"

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki