Har Ek Bat Pe. TaYpEd By TLASH25 Har Ek Bat Pe Kehte Ho Tum K Tu Kya H, Tumhen Kaho K Ye Andaz-E-Guftugo Kya h. Na Shole Men Ye Karishma Na Barq Men Ye Ada koi Btao Ki Wo Shokh-E-Tundakhu kya h. Ye Rashk H K Wo Hota Hai Hamsukhan Hamse Wagarna Khauf-e-Badamozi Kya H. Chipak Raha Hai Badan Per Lahu Se Pairahan Hamari Jeb Ko Na Hajat-E-Rafu Kya Hai. Jala Hai jism Jahan Dil Bi Jal Gaya Hoga Kuredate Ho Jo Ab Rakh Justaju Kya Hai. Ragon Men Daurte Phirne k Ham Nahi Qayal Jb Ankh Hi Se Na Tapka To Phir Lahu Kya Hai. Wo Chiz jis k lye Hamko Ho Bahisht Aziz Siwae Bada-e-mushkabu kya Hai. Pyun Na Taqat-e-guftar Or Agr Ho bi to kis Umid P Kahye K Aarzu kya Hai. Bana Hai Shah Ka Musahib, Phire H Itarata Wagarna Shahar Men "GHALIB" Ki Aabaru Kya Hai..! Poet By Mirza Ghalib eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki