Jab Se Laga Tanhai Ka Rog TaYpEd By TLASH25 Jab Se Laga Tanhai Ka Rog Mujhe Ek Ek Kar Ke Chor Gaye Sab Log Mujhe Bujhta Sooraj Meri Ankhen Cheen Gaya Kaali Raat Ne Pehnaya Hai Soag Mujhe. Wisaal Ki Rut Se Mehromi Ke Mosam Tak Bhool Gaye Hein Ab Saare Sunjog Mujhe Dard Ka Jangal Ata Huwa Hai Sanpo Se Dil Ka Jogi Roz Sikhaye Jog Mujhe. Kal Shab Ujley Chehron Ki Ek Mehfil Men Yaad Aaye Hen Mohsin Kiya Kiya Log Mujhe...! Poet By Mohsin Naqvi eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki