"+,,+" "+,,+" Jo Wo Tou Na Raha. To Wo Baat Gai Jo Wo Baat Gai To Mazaa Na Rahaa..* "+,, "+,, Wo Umang Kahan Wo Tarang Kahan Wo Mizaaj-e-Wafa Wo Jafaa Na Rahaa..* "+,, "+,, Shab-o-Roz Kahein Bhi Alag Na Huwa Shab-o-Roz Kahan Wo Melaa Na Rahaa..* "+,, "+,, Rag-e-Jaan Say Humari Qareeb Raha Rag-e-Jaan Say Judaa Na Rahaa..* "+,, "+,, Kisi Shakal Mein Bhi Kisi Rang Mein Bhi Kisi Roop Mein Bhi Kisi Dhang Mein Bhi..* "+,, "+,, Wo Humaari Nazar Say Chupa To Magar Wo Humaari Nazar Say Chupaa Na Raaha..* "+,, "+,, Thi Khizaan K Libaas Mein Kisi Ki Nazar Ke Jhulsti Gai Hai Tamaam Shajar..* "+,, Kisi Shaakh Pay Tazaa Kali Na Rahi Koi Pataa Chaman Mein Haraa Na Rahaa..* "+,, "+,,+" "+,,+" Tery Zulam-o-Sistam Howe Mujh Pay Jo Kam To Ye Haal Mera Hai Qadam Ba Qadam..* "+,, "+,, Wo Tarrp Na Rahi Wo Jalan Na Rahi Gham-o-Dard Mein Ab Wo Mazaa Na Rahaa..* "+,, "+,, Be Ashq Wafor-e-Malaal Mein Jab Khule Raaz Tamaam Huwa Ye Ghazab. Koi Baat Kisi Say Chupi Na Rahi Koi Haal Kisi Say Chupa Na Rahaa..* "+,, "+,, Dam-E-Der Hazaar Hawas Gaye Rahy Door Hi Door Ke Paas Gaye. Humein Dekhna Tha Unhen Dekh Liya Koi Beech Mein Parda Raha Na Rahaa..* "+,, "+,, Mery Dam Say The Naqsh-o-Nagr-E-Junon Mere Baad Kahan Wo Bahaar-E-Junon..* "+,, "+,, Kisi Khar K Nok Pay Kia Ho Tari. Koi Dashat Mein Abl-E-Pa Na Rahaa..* "+,, "+,, "+,,+" "+,,+" Mery Paas Jo Aa Bhi Gaya Hai Kabhi. To Ye Dhang Rahy To Ye Shakal Rahi..* "+,, "+,, Wo Zaraa Na Khulaa Wo Zaraa Na Khilaa Wo Zaraa Na Thama Wo Zaraa Na Rahaa..* "+,, "+,, Ke Teri Nigah Ney Jis Pay Karm Raha Donun Jahan Mein Uska Bharm..* "+,, "+,, Jise Tery Ghazab Ney Tabah Kiya Kahein Uska Bharam Bakhda Na Rahaa..* "+,, "+,, Jo NASEER Hum Unsay Qareeb Howe To Hayat Ke Rang Ajeeb Huwe..* "+,, "+,, Ghum-e-Hijar Mein Aur Hi Kuch Thi Khalsh Wo Khalsh Na Rahi Wo Mazaa Na Rahaa........./.*./ "+,,+" "+,,+" Type__By,,,,,,,,.* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Naseer-Ul-DIN Naseer "+,,+" BOOK Dast-E-Nazar *-.___.-*-.__.-*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga