Junoon-E-Dill Nahin Badlaa Sitamgar Bhi Nahin Badlaa.> "+,, Yahi Duniyaa Ka Charkhaa Hai Ye Chakkar Bhi Nahin Badlaa.> "+,, Yahaan MaQtool Ka Chaheraa Badaltaa Roz Hai Lekin. Nahin Badlaaa To Qaaatil Aur Khanjar Bhi Nahin Badlaa.> "+,, Sabhi Saffaak Lahroon Ki Hai Koshish Raastaa Badlon. Magar Main Nay Ye Kashti Ye Samandar Bhi Nahin Badlaa.> "+,, Yahaan Mosam Badaltay Hain Yahaan Chahry Badaltay Hain. Main Apny Ap Ko Lekin Badal Kar Bhi Nahin Badlaa.> "+,, Na Main Rastaa Badaltaa Hun Na Main Wapis Palat'ta Hun. Giraataa Roz Hai Mujh Ko Wo Thokar Bhi Nahin Badlaa.> "+,, Main Jaisaaa Hun Main Waisaa Hun Sabhi K Saamny Hi Hun. Main Andar Say Nahin Badlaa Main Baahir Bhi Nahin Badlaa.> "+,, Kabhi Jo Dill Badal Payaa To Dilbar Bhi Main Badloon Gaa. Abhi Dill Bhi Nahin Badlaa To Dilbar Bhi Nahin Badlaa....> "+,,+" Type_By,,,,,,,,,.* Qais__e__Laila PoEt: Mir_HassaN "+,,+" "+,,+"

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga