Kabhi Ai Haqiqat E Muntazir. TaYpEd By TLASH25 Kabhi Ai Haqiqat-E-Muntazir Nazar A Libas-e-mizaj Men K Hazaron Sajde Tarap Rahe Hain Teri Jabin-e-Niyaz Mein. Tarab Ashna-e-Kharosh Ho Tu Nawa H Maharam-e-Gosh Ho Wo Suror Kya K Chaya Hua ho Sukoot-e-parda-o-Saz Mein. Tu Bacha Bacha K Na Rakh ise Tera Aina H Wo Aina K Shikasta Ho To Aziz Tar H Nigah-e-Aina-Saz Mein. Dam-e-Tauf Kar Mak-e-Shamma Na Ye Kaha K Wo Asr-e-kohan Na Teri Hikayat-e-Soz Na Meri Hadis-e-Gudaz Mein. Na Kahin Jahan Men Aman Mili Jo Aman Mili To Kahan Mili Mere Jurm-e-khana Kharab To Tere Azo-e-Banda-Nawaz men. Na Wo Ishq M Rahi Garmyan Na Wo Husn M Rahi Shokhya Na Wo Gaznawi M Tarp Rahi Na Wo Kham H Zulf-e-Ayaz Men. Jo Main Sar-Ba-Sajda Kabi Hua To Zamin Se Ane Lagi Saga. Tera Dil To Hai Sanam-Ashna Tujhe Kya Milega Mamaz Mein...- Poet By Allama Iqbal Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga