Kabhi Hum Bhi Khobsoorat They.. Kabhi Han Bi Khobsoorat They Kitabon Main Basi Khushbo Ki Manind Sans Sakin They Buhat Se Un-kahey Lafzo Se Tasveerein Banate They Parindoon K Paroon Per Nazam Liki Kar Dorr Ki Jheelon Main Basne Wale Logon Ko Sunate The Jo Hum Main Se Door They Lekin Hamare Pass Rahte They Naye Din Ki Musafat Jab kiran K Sath Angan Main Utarti Thi To Ham Kahte The.....AMMI ...Titliyon K Per Buhat Hi Khobsoorat Hain Hamain Mathey Pe Bosa Do K Ham Ko Titliyon K Jugnoon K Dais Jana Hai Humain Rangon k Jugo Roshni Ki Titliyan Awaz Din K Musafat,Rang Main Dubi Hawa K Sath Khirki Se Bulati Hai Humain Mathey Pe Bosa Do....! POET Bye... AHMED SHAMIM TYPED BYE... ....TLASH25....

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga