Kamaal_e_Zabit Ko khud Bi To Aazmaon Gi, Main Apne Hath Se Us Ki Dulhan Sajaon Gi Supard Kar Ke Usey Chandni Ke Hathon Main Main Apne Ghar K Andheron Ko Lout Aaon Gi Badan K karb Ko Wo Bi Samajh Na Paye Ga Main Dil Main Roun Gi Aankhon Men Muskuraon Gi Wo Kiya Gaya K Rafaqat K Saare Lutf Gaye Main Kis Se Rooth Sakoon Gi,kissy Manaon Gi Ab Uska Fan To Kisi Or Se Huwa Munsub. Main kis Ki Nazm Akkele Men Gungunaon Gi. Wo Ek Rishta Be_Naam Bi Nahi Lekin, Main Ab Bi Us Ke Isharon Pe Sar Jhukaon Gi, Bichha Diya Tha Gulabon Ke Sath Apna Wajood, Wo So Ke Uthay To Khuwabon Ki Rakh Uthaon Gi, Samaaton Ke Ghanae Jungal Ki Saansen Hain. Men Ab Kabi Teri Awaz Sun Na Paon Gi' Jawaz Dhond Raha Tha Nahi Muhbat Ka, Wo Kah Raha Tha Ke Men Us Ko Bhool Jaon Gi...! POET PARVEEN SHAKIR.. TYPED BYE.. TLASH25 D.25.02.2013

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga