Kar Liya Hai Faisla Kehna Usse. Ab Na Hoga Rabta Kehna Usse. Jis Pe Hum Chalte Rahe Hain Saath Saath. Kho Gaya Wo Rasta Kehna Usse. Teri Yaaden Dil Se Rukhsat Ho Gain. Ho Chuka ye Saneha Kehna Usse. Ab Na Dekhe Ga Tumhara Rasta. Dil Ko Main Samjha Chuka Hon Kehna Usse. Chain Se Sone Na De Ga Gham Tujhe. Raat Bhar Ab Jagna Kehna Usse. Aashana Ban Kar Na Milna Raah Main. Dosti Ek Khuwab Tha Kehna Use. END**S I Love S. Shani.M.B

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki