Karne Ko Mere Zime. TaYpEd By *SHANI_M_B* Karne Ko Mere Zime Abhi Kaam Bohat Hain. Sach Ye Bhi Hai Sar Pe Mere Ilzam Bohat Hain. Main Dhondta Hon Phirta Hon Jese Kocha Ba Kocha. Is Naam K Insan Yahan Aam Bohat Hain. Ab Chahne Se Milti Hai Mohabbat Kahan Aise. Bazar Main Is Shay K Ab Daam Bohat Hain. Tareef Karon Teri Mohabat Ki Zaban Main. Gulshan Main Teri Khushbo Ki Iqsam Bohat Hain. Lena Hai Mujhe Kia Teri Duniya O Jahan Se. Dil Main Teri Yaadon K Subah O Shaam Bohat Hain. Janam Teri Bohat Main Nahi Milti Rafaqat. Keh Do K Siwa O Visl K Anjam Bohat Hain. Na Cheez Ne Is Cheez Ko Kia Cheez Tha Samjha. Is Lafz E Mohabat Main Alam Bohat Hain. Mail Hai Shaukat Zindagi Anjam Ki Janib. Chal Ruk K Zara Tu Abhi Inaam Bohat Hain. Poet. Shaukat Ali Khan. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki