>>>KHAAMI<<< Shaz o Nazar hi Husn! Ata Hai Deewany Tak, Warna Umro'n ka Zeya'n Hai Samar Panay Tak, Shama Jalti Hai Jaise Hi 7 Pardon Mein, Janay kaise khabar Ho Jati Hai Parwanay Tak, Garm Aanch Milnay k Shaedai Jahnam kuden, khabar Milti Nahi Unko Bhasam Ho Janay Tak, Aksar Shak Hota Hai Mujh ko Abhi Zinda Hoon, Sandesa Mout ka Pohncha Do Zamanay Tak, Wo jis pe Mar Mitnay k kai Bar Bahanay Dhonday, Aaj Mere Pas Pohnch Gai Hai wo Sarhanay Tak, Aaj phir se Wohi Jazbaat kahan se Laoun, Jo mujhe kheench k ly Jatay Thy May-khanay Tak, Wo Mere Samnay Youn Jaam Bani Bethi Hai, Dil Khinchta Hi Chala Jata Hai Veeranay Tak, Sub kuch Wohi Jaisa Hai Per ek khaami Hai Is Mein, Wo Khushbu Sath Jo Diya karti Thi Marjanay Tak............+ Poet Sir Shok TypeD__ByE.....+ JaaN-E-MaN For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga