Khon say jab jala diya, aik diya bhojha hoa . Phr mujhay day diya gaya aik diya bhojha hoa . Apne to ahd.e.shoq kay marhale sab ajeb thay . Ham ko wisal sa laga ik diya bhojha hoa . Aik hi dastan.e.shab aik hi silsala to hai . Aik diya jala hoa aik diya bhojha hoa . Rang.o.noor ki phr mujhay yaad aa gai . Phr mujhay yaad aa gaya aik diya bhojha hoa . Dard ki kainat may mujh say bhi roshni rahi . Waise mairi bisat kya aik diya bhojha hoa . Sab mairi roshi jaan harf.e.sukhan may dhal gai . Or may jaise rah gaya ik diya bhojha hoa.....! . Poet Peer Zada Kasim . Typed by *__SA-k-Jan__*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki