Khumar E Mousam E Khushbo. TaYpEd By *SHANI.M.B* Khumar E Mousam E Khushbo Hadd E Chaman Main Khula. Meri Ghazal Ka Khazana Tere Badan Main Khula. Tum Uska Husn Kabhi Us Ki Bazm Main Dekho. K Mehtaab Sada Shab K Pairhan Main Khula. Ajab Nasha Tha Magr Uski Bakhshish E Lub Main. K Yun To Hum Se Bhi Kia Kia Na Wo Sukhan Main Khula. Na Poch Pehli Mulaqat Main Mizaj Us Ka. Wo Rang Rang Main Simta Kiran Kiran Main Khula. Badan Ki Chaap Nigah Ki Zubaan Bhi Hoti Hai. Ye Bhaid Hum Pe Magar Us Anjuman Main Khula. Kahon Main Kis Se Nishani Thi Kis Masiha Ki.?? Wo Aik Zakhm Jo Mohsin Mere Kafam Main Khula. Poet. Mohsin Naqvi. END**S Follow *SHANI.M.B* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki