Khuwab K Phulon Ki Tabeeren Kahani Ho Ga'een Khun Thanda Parr Gya Aankhen Puraani Ho Ga'een Jiska Chehra Thaa Chamaktay Mausmon Ki Aarzu Uski Tasweeren Bhi Auraaq_E_Khizaani Ho Ga'een Dil Bhar Aaya Kaaghz_E_Khali Ki Surat Dekh Kr Jin Ko Likhna Tha Wo Sab Baaten Zubaani Ho Ga'een Jo Muqaddar Thaa Usay To Rokna Bas Men Na Thaa Unka Kya Kartay Jo Baaten Naagahaani Ho Ga'een Reh Gya Mustaaq Dil Mein Rang_E_Yaad_E_Raftagaan Phool Menhgay Ho Ga'ey Qabren Puraani Ho Ga'een........+ Poet: Ahmed Mushtaq For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga