Kise khabr thi tujhay is tarha sajaunga . Zamana daikha ga or may na daikh paon ga . Hayaat.o.mout firaaq.o.wisal sab yakjan . May ik raat may kitne diay jalaon ga . Pala barha hun abhi tak inhi andhairo may . May tez dhop say kaise nazar milaon ga . Mire mizaj ki ye maadrana fitrat hai . Saware sari azziyat may bhol jaonga . Tum ik pairh ray wabasta ho magar may to . Hawa kay sath bohat door door jaonga . Mira ya ahd hai main aaj sgam hone tak . Jahaan say rizq likha hai wahin say laonga...! . Poet Bashir Badar . Typed By *__SA-k-Jan__*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki