Koi Nazar se Pe K. TaYpEd By *SHANI_M_B* Koi Nazar Se Pe Kar Nazar Se Pila Raha Hai. Koi Bina Piye Yahan Lehra Raha Hai. Koi Dooba Howa Hai Kaif O Masti Main. To Koi Yahan Dard Se Karrah Raha Hai. Koi Uktaya Howa Hai Shehr Ki Rangeen Fiza Se. To Koi Palkon Pe Naye Khawab Saja Raha Hai. Koi Din Raat Phirta Hai Sarabon K Peeche. To Koi Khawaishon K Mehal Bana Raha Hai. Koi Madhosh Hai Nashe Main Zahan Par. To Koi Cigrate K Duwaain Main Jawani Ura Raha Hai. Koi Sar E Aam Karta Phirta Hai Elaan E Mohabbat. To Koi Jazbaat Apne Chupa Raha Hai. Poet. Waqas Memood Hashmi. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki