@__Kuch din to baso meri ankhon main__+ <@> +__Phr khwab agar ho jao to kya__+ <@> *__Koi rang to do maire chahre ko__@ <+> @__Phr zakhm agar mahkao to kya__* <@> @__Ik aaina tha so toot gaya__+ <@> +__Ab khud se agar sharmao to kya__+ <*> +__Main tanha tha main tanha hun__@ <=> +__Tum aao to kya na aao to kya__+ <*> +__Jab ham hi na phr sahib__+ <=> +__Tum bad e sab kahlao to kya__+ <@> @__Jab daikhne wale koi nahi__@ <~> *__Bujh jaon to kya jal jaon to kya....! <@> Poet Obaidullah Aleem <@> Typed by *__SA-k-Jan__*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki