*__Kuch ishq tha kuch majbori thi so may ne jiwan war diya__@ ++ +__May kaisa zinda admi tha ik shakhs ne mujhko mar diya__+ ++ *__Yah saja sajaya ghar saqi meri zaat nahi mera khayal nahi__@ ++ *__Aye kash kabi tum jan sako jo us sukh ne azar diya__< ++ @__Main khuli hoi ik sachai mujhay janane wale jante hai__* ++ @__Main ne kin logon se nafrat ki or kin logon se pyar kya__@ ++ @__Wo ishq boht mushkil tha magar asan na tha yun jina bhi__+ ++ *__Us ishq ne zinda rahne ka mujhe zarf diya pindar diya__* ++ @__Ik sabz shakh gulab ka tha ik dunya apne pyar ki thi__+ ++ *__Wo ik bahar jo ai nahin us k liay sab kuch har diya__@ ++ @__May rota hon or asman se taare totate dekhta hon__* ++ *__Un logon par jin logon ne mere logon ko azar kya__@ ++ *__Wo yar hon ya mahbob mere yah kabi kabi milne wale__+ ++ *__Ik lazzat sab k milne main wo zakhm diya ya pyar diya. ++ Poet Obaidullah Aleem * Typed by *__SA-k-Jan__*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki