Labon pe narm tabassum



Labon pe narm tabassum racha ke dhul jayen
*._.*
Khuda kare mere ansu kisi k kam ayen
*._.*
Jo ibtada.e.safar main diya bujha baithe
*._.*
Wo badnaseeb kisi ka surag kya payen
*._.*
Talash.e.husn kahan le chali khuda jane
*._.*
Umang thi k faqat zindagi ko apnayen
*._.*
ula rahe hai ufaq par jo zard ru tile
*._.*
Kaho to ham bhi fasane ke raz ho jayen
*._.*
Na kar khuda ke liay bar bar zikr.e.bahisht
*._.*
Ham asman ka mukarrar fareb kyon khayen
*._.*
Tamam maikada sunsan mai' gusar udas
*._.*
Labon ko khol kar kuch sochti hai manayen.......!
*._.*
PoetAhmad Nadeem Qasmi
*._.*
Typed by*__SA-k-Jan__*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki