Labon pe Phool khilte hain TaYpEd By TLASH25 Labon Pe Phonl Khilte Hain Kisi ke Nam se pehle Dilo ke Deep jalte hain Chiraagh-E-Shaam Se pehle. Kabhi Manzar Badalne Par Bhi Qissa Chal Nahi Paata Kahaani Khatam Hoti Hai Kabhi Anjam Se pehle. Ye hi Taare Tumhari Ankh Ki Chilman mein Rehte The Ye Hi Sooraj Nikalta Tha Tumhare Baam Se Pehle. Huwi Hai Shaam Jangal Mein Parinde Laut-Te Honge Ab In Ko Kis Tarah Roke Nawaah-E-Daam Se Pehle. Ye Saare Rang Murda they Tumhari Shakal Banne Tak Ye Saare Harf Muhmal They Tumhare Naam Se Pehle. Huwa Hai Wo Agar Munsif To Ehtiyatan Hum Saza Tasleem karte Hain Kisi Ilzaam Se pahle..! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga