Lyric Ya Rab Dil_e_muslim Ko. Typed by *_RAINY_EYES_* Ya rab dil_e_muslim ko wo zinda tamana de,jo qalb ko garma de jo rooh ko tarpa de. Ya rab dil_e_muslim ko wo zindah tamana de. Phir vadi_e_faran ke,har zare ko chamka de phir shok_e _tamasha de phir zop_e_taqaza de. Ya rab dil_e_muslim ko wo zinda tamana de. Mehrom_e _tamasha ko phir deeda_e _beena de. Dekha hai jo kuch maine auron ko bhi dikhla de. Ya rab dil_e_muslim ko wo zinda tamana de. Batkay hue aahoo ko phir soyay haram le chal is shehr ke khogar ko visatay sehra de. Ya rab dil_e_muslim ko wo zinda tamana de. Paid dil_e_veran me phir shorish mehshar kar is mehfil khali ko phir shahiday laila de. Ya rab dil_e_muslim ko wo zinda tamana de. Is daur ki zulmat me har qalb_e _pareshan ko wo daag_e _mohabat de jo chand ko sharma de. Ya rab dil_e_muslim ko wo zinda tamana de. Rifat maqasid ko hum rosh zulakha kar khudaryay sahil de aazadiyay darya de. Ya rab dil_e_muslim ko wo zinda tamana de. Be los mohabat ho be baak sadaqat ho senu me ujala kar dil surati me mina de. Ya rab dil_e_muslim ko wo zinda tamana de. Jo qalb ko garma de jo rooh ko tarpa de. End.. Shahzad Roy. Follow *_RAINY_EYES_* SEND 8001.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga