Mahrom-E-Roshni Hain To Kis Kaam K Charaagh. Shaayar Bujhaa Rahaa Hai Teray Naam K CHARAAGH..> "+,, Dar Kar Hawa-E-Tez Say Girne Pay Hain Taly. Buzdil To Youn Nahin The Dar-o-Baam K CHARAAGH..> "+,, Dekho Mili Hai Hum Say Shab-E-Hijar Aajj Bhi. Ab To Jalaanay Dogay Humein Jaam K CHARAAGH..> "+,, Yaaro Jalaa K Khud Ko Jo Kartay Hain Roshni. Jugno K Jaise Hotay Hain Wo Kaam K CHARAAGH..> "+,, Mehnat Kashi Humaari Tabiyat Mein Hai Rachi. Hum Q Jalainge Bhalaa Aaraam K CHARAAGH..> "+,, Khud Ko Samjh Rahay Hain Andhery Mein Aaafftaaab. Khud Ko Freb Detay Hain Ye Shaam K CHARAAGH..> "+,, Shaayar Mazaar-E-Zeest Pay Chaltay Hain Aajj Bhi. Dukh Dard-o-Kurb-o-Yaas K Aalam K CHARAAGH...../.*./ "+,,+" Type__By,,,,,,,,.* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shaayar Ali Shaayar . Book Wo Chaand Jaisaa Shakhs *-._.-*-._.-*-._.-*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga