Main Apne Char Be Char Kamre Main Kab Se Band Para Hon, kisi Ka Thikana Nahi Sehr-o-SHAM Andhera Hai. Phir Bhi Ek Umeed H Us Ne Kaha Tha Main Lout Aaon Ga Mere Kamre Main Wo Balb Bi Jal Gaya. Sari Cheezein Raakh Ho Chuki Hain. Deewaron Per Kali Dhab Bi Nazar Aati Hai. Ab Roshni Ki Aas Bi Nahi Phir Bhi Ek Umeed Hai Us Ne Kaha Tha Main Lout Aaon Ga, Mere Bister Per Itni Dhool Hai, Ab Wo Chadar Ka Karo To Bhi Kiya Karon Main, Zindagi To Meri Kab Ki Paon Se Guzar Gai, Mout Ki Tareek Bhi Nahi Deta, Us Ne Kaha Tha Main Lout Aaonga, khuwahishon Ko Dafna Diya Tha, Hawaon Ko Gale Lagana Tha, Wo Taala Laga Kar Chala Gaya Masroor Lekin Ye Sab Ke Ba Wajood Ek Umeed Hai. Us Ne Kaha Tha Main Lout Aaon Ga....! Poet Name Masroor Tabasam TaYpEd By TLASH25 Follow Tlash25 Send 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga