Mera ja ke qasid salam un say kahna lyrics . Dard Sah Kar Bhi Tera Nam Liay Jate Hai . Tere Dewane Tujhe Yaad Kiay Jate Hai . Un Say Kahte Nahi Q Jalwa Dikhaya To Ne . Log Dewane Ko Ilzam Diay Jate Hai . Mera Ja K Qasid Salam Un Say Kahna . Kah Daina Qasid K Salam Akhri Hai . Molakat Na Ab Hum Say Ho Sake Gi . Ya Dewane Dil Ka Paigham Akhri Hai . Akaila Hon Maqtil Main Jo Chahe Kar Lay . Chala Day Teer Ab Ya Khanjar Utha Lay . Tere Bad Is Dil Ko Kahin Bismil Na Hoga . Sitamger Tera Intaqam Akhri Hai . Mera Ja K Qasid Salam Un Say Kahna . Chala Jaonga Main Is Dunya Say Uth Kar . Sunay Ga Na Koi Phr Awaz Meri . Jo Sunni Hai Sun Lay Mohabt Ki Batain . Zamane Ko Mera Payam Akhri Hai . Mera Ja K Qasid Salam Un Say Kahna . Ukharne Lagi Hai Sansain Dil Ko Sambhalo . Ghari Bhar Ka Mahman Hun Zahmat Utha Lo . Othao Gay Meri Mayyat Ko Subho Ko Tum Meri Zindagi ki Sham Akhri Hai . Mera Ja K Salam Un Say Kahna .Basa Li Hai Hum Nay Naai Ak Dunya . Tumhain Zindagi Bhar Na Ab Mil Sake Gay . Humne Sikha Hai Bus Gham Hi Sahna . Meri Zindagi Ka Gham Akhri Hai . Mera Ja K Qasid Salam Un Say Kahna.......! . ***.....EnD.....*** . Singer Nazakat Ali . Typed By |*__S-Ak-Jan__*|

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki