Mere Shehar Se Door Ek Basti Thi TaYpEd By TLASH25 Mere Shehar Se Door Ek Basti Thi Jahan Wo Shok Haseen Larki Rehti Thi,Ankhon Mein Ek Masti Thi Wo Din Raat Hansti Thi. Wo Buhat Dukhi Thi Par Apne Dukh Mein Bhi Reh Kar Logon Ko Hansati Thi. Wo Mere Pas Thi Na Jane Mujh Ko Kyun Lagta Tha K Buhat Door Mujhse Wo Rehti Thi. Lagi Hai Uski Hansi Ko Kuch Is Tarha Se Logon Ki Nazar Ke Wo Us Din Se Udaas Buhat Rehti Thi, Apne Dukh Hi Bus Gungunati Thi. Ab To Veeran Hai Wo Bahagh Bhi Jahan Wo Jati Thi, Ab To Youn Huwa Hai "KASHIF" Uski Hansi Ek Kamre Mein Hi Dab Ke Reh Jati Thi. Mere Shehar Se Door Ek Basti Thi Jahan Wo Haseen Larki Rehti Thi...! Poet By Kashif Nadeem Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki