Meri Saari Zindagi Ko. TaYpEd By *SHANI_M_B* Meri Sari Zindagi Ko Be Samar us Ne Kia. Umar Meri Thi Magar Is Ko Basar Us Ne Kia. Main Bohat Kamzor Tha Is Mulq Main Hijrat K Baad. Par Mujhe Is Mulq Main Kamzor Us Ne Kia. Rehbar Mera Bana Gumrah Karne K Liye. Mujhko Seedhe Raste Se Darbadar Us Ne Kia. Shehar Main Wo Moatbir Meri Gawahi Se Howa. Phir Mujhe Is Shehar Main Na Moatbir Us Ne Kia. Shehar Ko Barbad Kar K Rakh Dia Us Ne Munir. Shehar Par Ye Zulm Mere Naam Par Us Ne Kia. Poet. Munir Niazi. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki