Meri ujrri hui Basti Ko Yunhi Sunsan Rehne Do Khushiyan Raas Nhi Aati Muje Pareshan Rehne Do Zeenat Nhi Banta To Na Ban Dil K Aangan Ki Par Apne Aashyane Tak Meri Uraan Rehne Do Teri Galyon Me Yun Phirna Agr Nadaani hai To Sun Main Danishmand Nhi Banta Mujhe Nadaan Rehne Do Nhi Main Mangta Tujh Se Pholon Se Bhri Tehni Jo Jalta hai Mere Dil Me Wo Aatishdan Rehne Do Teri Hasti Me Mana Hum Basera Kr Nhi Sakte Par Apni Soch Ka Kuch Pal K Liye Mehman Rehne Do Peeny Ko Nhi Deta To Mat De Jaam Ay Saqi Piyen Gy Tere Maikhaane Se Ye Armaan Rehne Do.............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga