Milega kya Mujhe Apne Hasaar Me. TaYpEd By TLASH25 Milega Kya Mujhe Apne Hasaar Men Reh Kar Tamam Umar Kisi Intizar Men Reh Kar. Ye Nazm-o-Zabt Ki Talqeen Hum Faqeeron Ko! Jo paa Sake Na Kabhi Kuch Qataar Men Reh Kar. Wo Badnaseeb Khizaan Ko Bahaar Samjhe Ga Khizaan Naseeb Raha Ja Bahaar Men Reh Kar. Mila Sukoon K Jab Mujh Men Kuch Raha Hi Nahin Ke Zindagi To Kati Intishaar Men Reh Kar. Kuch Aise Log Bhi Dekhe Hen Chashim-e-Dumya Ne Sitam Raseda They jo Iqitdaar Men Reh Kar. Dil-o-Dimaag Pe NADHR Ke Dhund Chaai Hai Dikhai De Usey Kya Is Gubaar Men Reh Kar. Poet By Athaq Nadir eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga