Mooj-E-Khoshbu Ki Tarah Baat Urrany Walay Tujh Mein Pehle To Na Thy Rang Zamane Walay Kitnay Heeray Meri Ankhoon Se Churay Tu Ne ' Chand Pathar Meri Jh0li Mein Gerany Walay Aa tujhe Nazar Karon Apni He Shaa'Rag Ka Lahoo Mere Dushman Meri Toqeer Barrany Walay 'Aastinon Mein Chupay H0vay Khanjar Aaye, Mujh Se Yaar0n Ki Tarah Hath Milany Walay Zulmat-e-Shab se Shekayat Unein Kisi 'MOHSIN' Wo To Sooraj Ko Thay Aaina Dikhany Walay.. Poet Mohsin Naqvi For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga