Mujh Se Kaafir. TaYpEd By TLASH25 Mujh Se Kaafir Ko Tere Ishq Ne Yun Sharmaya, Dil Tujhe Dekh Ke Dharka To Khuda Yad Aya. Mere Dil Pe To Hai Ab Tak Tere Gham Ka Saaya, Log Kehte Hain Naya Daur Naye Dukh Laya. Mere Meyaar-E-Wafa Hi Meri Majboori Hai, Rukh Badal Kar Bhi Tujhe Apne Muqaabil Paya. Kis Ne Insan Ko Tabasum Ke Lye Tarrpaya, Log Hanste Hain To Is Soch Mein Kho Jata Hon. Mauj-E-Sailaab Ne Phir Kis Ka Gharaunda Dhaaya. Uske Andar Koi Fankar Chupa Betha Hai, Jante Boojhte Jis Shakhs Ne Dhoka Khaya...- Poet By. Ahmad Nadeem Qasmi. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga