Naqsh-E-Kaf-E-Paa Tera. TaYpEd By TLASH25 Kuch Nahin Mangta Shaahon Se Ye Sheda Tera. Iski Dolat Hai Faqat Naqsh-e-Kaf-e-Paa Tera. Log Kehte Hain K Saaya Tere Pekar Ka Na Tha. Mein To Kehta Hon Jahaan Bhar Pe Hai Saaya Tera. Ek Bar Aur Bi Taiba Se Filasteen Men Aa. Rasta Dekhti Hai Masjid-e-Aqsa Tera. Ab Bhi Zulmaar Faroshon Ko Gila Hai Tujhse. Raat Baqi Thi Ke Sooraj Nikal Aaya Tera. Mashriq-o-Magrib Mein Bikhre Huwe Gulzaaron Ko. Nik-Haten Baant-Taa Hai Aaj Bhi Sehra Tera. Porey Qad Se Jo Kharaa Hoon To Ye Tere Hai Karam. Mujhko Jhukne Nahin Deta Hai Sahara Tera...!

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki