Naseem-e-Subah Gulshan Mein. TaYpEd By TLASH25 Naseem-e-Subah Gulshan Men Gulon Se Khilti Hogi Kisi Ki Akhiri Hichki Kisi Ki Dillagi Hogi. Tumhen Danista Mehfil Men Jo Dekha Ho To Mujrim Hun. Nazar Akhir Nazar Hai Be Irada Uth Gai Ho Gi. Maza Aa Jaega Mahashar Men Kuch Sunne Sunaane Ka Zaban Hogi Hamari Aur Kahani Apki Ho Gi. Sar-e-Mehfil Bata Douga Ser-e-Mahashar Dikha donga Hamare Sath Tum Hoge Ye Dunya Dekhti Hogi. Yahi Aalam Raha Pardanashinon Ka To Zahir Hai khudai Ap Se Hogi Na Hum Se Bandagi Hogi. Ta'ajjub Kya Lagi Jo Ag Seemab Seene Men. Hazaron Dil Me Angare Bharte The Lag Gai Hogi...! Poet Seemab Akbar Abadi eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki