Poet. Abbas Tabish. TaYpEd By *SHANI_M_B* Sar Se Pao'n Tak Wo Gulabon ka Shajar Lagta Hai.* Ba'wazoo Ho K Choone se Dar Lagta Hai.* Maim Tere Sath Sitaro'n Se Bhi Guzar Sakta Hon.* Kitna Aasan Mohabbat Ka Safar Lagta Hai.* Mujh Main Rehta Hai Wo Dushman Jani Mera.* Khud Se Tanhai Main Milte Howe Dar Lagta Hai.* Butt Bhi Rakhe Hain Namazein Bhi Ada Hoti Hain.* Dil Mera Dil Nahi Allah Ka Ghar Lagta Hai.* Zindagi Tu ne Mujhe Qabar Se Kam Di Hai Zameen.* Paon phailaon To Deewar Main Sar Lagta Hai.* END**s Follow *SHANI_M_B* Send To 8001 4new Sad Gzl's

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga