Poet Adeem Hashmi. TaYpEr by *SHANI_M_B* Taluk Torta Hon to Mukamal Tor Deta Hon.* . Jise Mein Chor Deta Hon Mukamal Chor Deta Hon.* . Mohabat Ho K Nafrat Ho Bhara Rehta Hon shidat Se.* . Jidhar Se Aye Ye Darya Udhar Hi Mor Deta Hon.* . Yakein Rakhta Nhe Hon Mein Kisi Kache Taluk Par.* . Jo Dhaga Tootne Wala Ho Us Ko Tor deta Hon.* . Mere Dekhe Howe Sapne Kahein Lehrein Na Le Jayein.* . Gharonde Rait K Tameer Kar K Chor Deta Hon.* . Adeem Ab Tak Wohi Bachpan Wohi takhreebkari hai.* . Kafas Ko Tor Deta Hon Parinde Chor Deta Hon.* . END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga