Poet. Ali Hassan Sherazi. TaYpEd by *SHANI_M_B* Ye Kab kaha Hai K Marne Ki Bat Yar Na Kar.* Magar Ye Tazkara S Bar Bar Na Kar.* Wo Ik Karm Se Sabhi Kuch Tujhe Bhula De Ga.* Tu Is Liye Sitam Is K Shumar Na Kar.* Nazar Ko Rok Kisi Arzo K Sahil Par.* Ab Is K Hussan K Dariya Ko Aise Paar Na Kar.* Koi Umeed Na Rakh Ab Kisi K Ane Ki.* Jo Waqt Beet Gaya Us Ka Intzar Na Kar.* Sakon Bohat Hai Yahan Doriyon K Sehra Main.* Qareeb A K Hamain Phir Se Be Qarar Na Kar.* Smaj Le Is Ko Bhi Hiqmat Koi Khuda Ki Hassan.* Wo Ja Chuka Hai Tu Yun Khud Ko Sogawar Na Kar.* END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001 4new sad gzl's

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki