Poet Beedal Haidri TaYpEr by *SHANI_M_B* Ye Jo Chehron pe Leye Gird .e. Alam Ate Hein.* . Ye Tumhare He Peshman .e. Karam Ate Hein.* Itna Khol Kr Bhi Na Ro Jisam Ki Basti Ko Bacha.* . Barishein Kam Hon To Seelab Bhi Kam Ate Hein.* . To Suna Teri Musafat Ki Kahani Kia Hai.* . Mere Raste Mein To Har Kadam Pe zakham Ate Hein.* . Khol Chehron pe Charhane Nhe Ate Hum Ko.* . Gaon k Log Hein Hum Shaher Mein Kam Ate Hein.* . Wo To Beedal Koi Sokha Howa Pata Hoga.* . Aye Nadan Tere Angan Mein Kahan Un K Kadam Ate Hein. . END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki