Poet. Daagh Dehalvi. TaYpEd By *SHANI_M_B* Tumhare Khat Main Naya Ek Salam Kis Ka Tha. Na Tha Raqeeb To Akhir Wo Naam Kis Ka Tha. Wo Qatal Kar K Har Kisi Se Pochte Hain. Ye Kaam kis Ne Kia Hai Ye Kaam kis Ka Tha. Wafa Karen Ge Nibhayen Ge Bat Manen Ge. Tumhain Bhi Yaad hai Kuch Ye Kalam Kis Ka Tha. Raha Na Dil Main Wo Be Dard Aur Dard Raha. Muqeem Kaon howa Hai Maqam Kis Ka Tha. Na Poch Pach Thi Kisi Ki Na Ao Bhagat. Tumhari Bazm Main Kal Ehtmam Kis Ka Tha. Guzar Gaya Wo Zamana Kahen To Kis Se Kahen. Khayal Mere Dil Ko Subah O Sham Kis Ka Tha. Har Ek Se Kehte Hain Kia Daagh Bewafa Nikhla. Ye Poaie In Se Koi Ghulam Kis Ka Tha. END**

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki