POET. Faisal Khan. TaYpEd by *SHANI_M_B* Gir Jaye Jo Deewar To Matam Nahi Karte.* Karte Hain Bohat Log Magar Hum Nahi Karte.* Hai Apni Tabiyat Main Jo Khami To Yehi Hai.* Hum ISHQ To Karte Hain Magar Kam Nahi Karte.* Nafrat Se To Behtar Hai Keh Raste Hi Juda Hon.* Bekar Guzar Gahon Ko Baham Nahi Karte.* Har Saans Main Dozakh Ki Tapash C Hai Magar Hum.* Sooraj Ki Tarah Aag Ko Madham Nahi Karte.* Kia Ilam k Rote Hon to Mar Jate Hon faisal.* Wo Log Jo Aankhon ko Kabhi Num Nahi Karte.* END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki