Poet Mohsin Naqvi. TaYper by SHANI*M*B ======= MOHSIN ======= Taras Gaye KhuShi Ko Hum Mili He Ye Saza MOHSIN.* . Sakoon-e-Zindgi Chora Teri Ek Zaat Ki Khatir.* . Magr Phir Bi Meri Chahat Se Tum Ko He Gila MOHSIN.* . Ye Dil Toota Howa Le Kar Main KiS K PaSS Jaoo'n Ga.* . K Kon He Wo Karey Ga Jo Mere Dil Ki Dawa MOHSIN.* . Teri Ankhain Teri SanSain Tera Chehra Teri Dharkan.* . Mein KeSy Bhool Paoo'n Ga Teri Har Ek Adaa MOHSIN.* . KiSi Ko Kiya Khabar Mujh Par K Har Pal Kiya Guzarti He.* . Meri Sari Kahani Ka He Tu Hi AaShna MOHSIN.* . END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki