Poet Mohsin Naqvi. TaYpEr by *SHANI_M_B* Phira Hon sare zamane Mein Darbadar Kaise.* . Mein Tere Bad bhi Zinda Raha Magar Kaise.*? . Wo Janta Hai K Kuch Roz wo Nhe Tha To.* . Mein Pukarta Raha Us Ko Idhar udhar Kaise.* . Mein Jis Ki Hijar Mein Roya Hon paglon Ki Tarah.* . Wo Kal Mila To hansa Mere Hal Par Kaise.* . Azeeez tar Thi jise Neend sham.e.vasl Mein Bhi.* . Wo Tere Hijar Mein Jaga Hai Umar Bhar Kaise.* . Kahan Ki Dosti Kaisa Firaaq kon Mohsin.*?? . Mein Khud Ko Bhool Gaya Tujh Ko Bhool Kar Kaise.* . END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki