Poet. Noshi Gilani. TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Umar Bhar Ka Safar Aur Ye Raigani Teri. Kahan Gai Aye Mere Dil Wo Khush Gumani Teri.? Yahan Pe Kon andheron main Sath Chalta Hai.? Tu ab Bhi Sath Mere Hai Ye Meherbani Teri. Tujhe Khabar Nahi Hum Dekh Kar Bohat Roye. Nai Kitaab Main Tasveer Ik Purani Teri. Abhe Se Aable Parne Lage Hain Paon main. Abhi To Door Hai Manzil Safar Kahaani Teri. Bhulaye Baithe Hain Aur Apne Haal Main Khush Hain. Tu Ake Dekh K Kabhi Hum Ne Baat Mani Teri. END**S I Am Alone. Follow *SHANI_M_B* Send To 8001 4new gzl's

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki