Poet. Qateel Shifai. TaYpEd By *SHANI_M_B* Garmi E Hasrat E Nakam Se Jal Jate Hain. Hum Charagon Ki Tarah Sham Se Jal Jate Hain. Bach Nikalte Hain Agar Atih E Sayaad se. Hum Shola E Atish E Gulfam Se Jal Jate Hain. Khudnumai To Nahi shewa E Arbab E Wafa. Jin Ko Jalna Ho Wo Aram Se Jal Jate Hain. Shama Jis Aag main Jalti Hai Numaish K Liye. Hum Usi Aag main Gumnam se Jal Jate Hain. Jab bhi Ata Hai Mera Naam Tere Naam K Sath. Jane Kun Lng Mere Naam Se Jal Jate Hain. Rabta Baham Pe Hamain Kia Na Kahen Ge Dushman Qateel. Ashna Jab tere Paigam Se Jal Jata Hai. END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga