Poet Wasi_Shah TaYpEr by *SHANI_M_B* Mujh Ko Maloon Hai Tum Badal Jao Gi Ja K Pardes Mein.* . Chahton ki Hadon se Nikal Jao Gi Ja K Pardes Mein.* . Rakh Ho Jaye Gi Qurbaton mein Mehakti Howe Zindagi.* . Hijar Ki Aag Mein Pighal Jao Gi Ja K Pardes Mein.* . Sab ko Bholo Gi Par Apni Wasi Ki Jab tumhein yad Aye Gi.* . Khod Meri Sorat Machal Jao Gi Ja K Pardes Mein.* . Apni Pehchan Ko Khawahishon k Samandar Mein Gira Kr Kho Dia.* . Dastanon Mein Phir Tum Bhi Dhal Jao Gi Ja K Pardes Mein.* . Ain Mumkin Hai Jab tum wahan Jao To Aur Barh Jayen Dukh.* . Kis Ne tum Se Kaha Hai Behal Jao Ja K Pardes Mein.* . Ye Bada Don tumhein Sardiyan Aag Barsaein Gen Us Jaga.* . Soch Loo Ab Bhi Tum Warna Jal Jao Gi Ja K Pardes Mein.* . Tum Pe Yon Hath Dalein Gen Tanhaiyan Ik Waqt Aye Ga.* . Koi ahat Bhi Hogi Dhahal Jao Gi Ja K Pardes Mein.* . END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki