Poetess Parveen Shakir;- Ek Hunar Tha, Kamaal Tha Kya Tha, Mujh MEi'n TEra JamaaL Tha Kya Tha. TairE JaanE Py Ab K Kuch Na Kaha, Dil MEi'n Dar Tha, Malaal Tha Kya Tha. Barq Ny Mujh K0 Kar Diya R0shan, TEra Aks-E-Jalaal Tha, Kya Tha. Hum Tak Aaya T0 MEhr-E-Lutf-0-Karam, TEra Waqt-E-Zawaal Tha, Kya Tha. Jis Ny TEh Sy MujhE Uchhaal Diya, D00bnE Ka KhayaaL Tha, Kya Tha. Jis Py Dil Saaray Ehad Bh00L Gaya, Bh00lnE Ka Sawaal Tha, Kya Tha. Titliyaa'n Thay Hum Aur Qaza K Paas, Surkh Ph00L0'n Ka JaaL Tha, Kya Tha...............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga