>>>PUJAARI<<< Mera Aaghaaz hi Galat Tha Mohbat k Muamly Mein, Dil Unko de diya Jo Hirno'n k Shikaari Thy, Dil Torna aur Jorna Mushkil Nahi Tha Unko, Wo khandani saahir Azlo'n Se Madaari Thy, Khud Sar ko kaat kar Wo Qadmo pe Saja Letay Thy, Shab e khoon Maarnay Wahan Sadiyo'n se jaari Thy, Aisi Paicheedgiyo ka Maqsad? sirf Doulat ki Hawas Thi, Unke khandani Afraad Pushto'n se Makkari Thy, Shayd Bad-Dua thi Unko Tarse'n wo Muhabt ko, Unka Rehann Sehan Sada kartut Bazaari Thy, Unki Aurten to Saari goray badan ki Maari, Aur Mard sab k Sab khaalis Cooltari Thay, Haye Dang Jarhaana Aur Zehar Bhi Tha Mastana, Ang Gori Sufaid Naagno'n ki Jurat se Bharai Thay, Jo Dil Pe Waar kar k kalejay Me Utar Jati Hain, Hum Bhi Unhi'n se Aik Haseena k Pujaari Thay..........+ Poet Sir Shok TyepeD__ByE.....+ JaaN-E-MaN For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga