>>>SARTAAJ<<< Seenay se Lipat Gai Youn wo Sholay Barsati Aag, Ek Thand c Parr Gai Hai Jaltay Badan me aaj, Youn Samnay Betha k Pehro'n Main Poojta Hoon, Pujaari ko Mil Gaya Hai Mandron mein raaj, Sang e Mar Mar ki Moorti ko Jaise Hi Gusal Doun, Sharma k Youn sukarti hai aati ho Jaise Laaj, Fursat Mili Hai Mujhko Apni hi Badshahi Mein, Siraf Piyar ke Ilawa Koi kaam hai na kaaj, Sub Log Mujhse poochtay hain kahan Hai Wo Moorti, But khana Mere Dil Mein Hai Mere hi sir pe taaj, Jaise hi Jhaankta Hoon Apne Main Gareba'n Mein, Wo dheeray se Bula laiti hai aa Jao mere Sartaaj.................+ Poet Sir Shok TypeD__ByE.....+ JaaN-E-MaN. For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga