>>Sazaaien<< Jab k Mujhe Pata He k Main Be Qasoor Tha Phir Q Khushi Se Apni Saza Kaat Raha Hoon, Waise To Jang Mein Mujh Sa Bahadur Koi Nhe Tha Q Munh Chupa K Zakham Apne Chaat Raha Hoon, Har azzu Mere Jism Ka Zakhmon Se Choor He Q Bati Bujha Ke Hont Apne Kaat Raha Hoon, Us Shama Ko Asaani Se Parwaanay Mil Gaye Wo Samjhi K Main Bhi Muhabat Baant Raha Hoon, Kehti Thi Us Ne Majboor Ho K Gaoun Ko Chora He Main Bhi Usi Ke Shehar Mein Ik Raat Raha Hoon, Us Pur Shabaab Devi Ka Har Shakhs Pujaari Hai Main Khaak Nasheen But Kade Ka Taatt Raha Hoon, Marta Kisi Wafa Pe To Koi Ghum Nhe Tha Mujh Ko Ik Bewafa Ke Liye Chara Chaant Raha Hoon, Sab ka Gila He Shok' Tum Nashanaas Ho, Main Kaisey Bataoun Pichli Sazaaien Kaat Raha Hoon.........+ Poet Sir Shok. TypeD__ByE. JaaN-E-MaN For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001 '""""""GuRiIia""""""'

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki