Singar Attaullah Khan Niazi. TaYpEd by *SHANI_M_B* Idhar Zindagi Ka Janaza Uthe Ga.* Udhar Zindagi Un Ki Dulhan Bane Gi.* Meri Moot Parion ki Jhurmat Main Hogi.* Janaza Haseeno K Kanhe Pe Ho Ga.* Kafan Mera Ho Ga Unhi Ka Dupatta.* Bari Shaan Se Meri Mayyat Uthe Gi.* Idhar Zindagi Ka Janaza Uthe Ga.* Udhar Zindagi Un Ki Dulhan Bane Gi.* Wo Parde k Peeche Main Parde k Aage.* Na Wo Aye Aage Na Main Jaon Peche.* Wo Aage Barhe Gi To Kuch Bhi Na Ho Ga.* Main Peche Hato Ga Duniya Hansse Gi.* Jawani Pe Meri Sitam Dhane Walo.* Zara Soch Kia Kahe Ga Zamana.* Idher mere Arma Kafan Pehan Le Ge.* Udhar Un K Hathon Pe Mehndi Lage Gi.* Idhar Zindagi Ka Janaza Uthe Ga.* Udhar Zindagi Un Ki Dulhan Bane Gi.* END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki