Sukoot-e-Shab Mein Bhi Payaam TaYpEd By TLASH25 Sukoot-e-Shab Mein Bhi Apna Payaam Rakh Diya. Hijar Ki Rat Baam Per Maah-e-Tamaam Rakh Diya. Aamad-e-Dost Ki Naveed Koo-e-Wafa Mein Garm Thi. Mene Bi Ek Charagh Sa Dil Sar-e-Shaam Rakh Diya. SHIDDAT-E-TISHNAGI MEIN BHI GHAIRAT-E-MAIKAKASHI RAHI. Usne Jo Phairi Nazar Mene Bhi Jaam Rakh Diya. Usne Nazar Nazar Mein Hi Aisay Bhalay Sukhan Kahey. Mene To Uske Paaon Mein Saara kalaam Rakh Diya. Dekho Wo Mere Khuwab They Dekho Ye Mere Zakham Hain. Mene To Sab Hisaab-e-Jaan Barsar-e-Aam Rakh Diya. Aake Bahar Ne Bi Ki Asi Shararaten K Bs Kubk-e-dari K Chal M Tere Khiram Rakh Dya Jo Bi Mila Usi Ka Dil Halqa Bagosh-e-Yar Tha. Usne To Sare Shehr Ko Karke Gulam Rakh Diya. Aur FARAZ Chahiyen Kitni Muhbaten Tujhe. Maaon Ne Tere Naam Pe Bachoon Ka Naam Rakh Diya..! Poet By Ahmed Faraz Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki