Tamaam Shehar Main Ab TO Hai Raaj KaantOOn Ka, Mujhay QabOOl Nahi Ye Samaaj KaantOOn Ka, ChalO Ke Kuch TO Tassali HOwi Meray Dil KO, Isi Main Khush HOOn Ke Paya Khiraaj KaantOOn Ka, Hamaray PhOOl Se ChehrOOn KO NOchnay WalO, Kabhi TO Tum Pe Bhi Uteray Anaaj KaantOOn Ka, Sanmbhal Saktay Nahi Hum Ye Ghum Ki Jaageerain, Utaar Lijiye Sar Se Ye Taaj KaantOOn Ka, Ye Aur Baat Ke Gul Ki Tarah Mehaktay Rahay, Wagerna Rakhtay Thay Hum Bhi Mizaaj KaantOOn Ka, Bahut Ajeeb Se Lehjay Main Baat Karta Hai, Hai Aaj PhOOl Main Kuch Imtezaaj KaantOOn Ka.........+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga